SONG: Kisne Cheda Man Ka Taar - किसने छेडा मन का तार

Kisne Cheda Man Ka Taar - किसने छेडा मन का तार

LYRICS:
kisne cheda man ka tar kisne cheda man ka tar aaj sunayi deti hai kyu aaj sunayi deti hai kyu mithi si jhankar kisne cheda man ka tar aaj sunayi deti hai kyu mithi si jhankar kisne cheda man ka tar chupke karta koi ishare kiske do naina matware dekh rahe mujhko chip chip kar bhare najar me pyar kisne cheda man ka tar baj chuki jab payal cham cham man ne li angdayi us dam ghunghru ke rukh run jhun run jhun sur me jhum utha sansar kisne cheda man ka tar gunj rahe hai ab tak man me masti bhare rasile nagme pahuch gayi lo unka namn meri prem pukar kisne cheda man ka taar