SONG: Kismat Me Likha Ho Jo - किस्मत में लिखा हो जो उसे कौन मिटाए

Kismat Me Likha Ho Jo - किस्मत में लिखा हो जो उसे कौन मिटाए

LYRICS:
kismat mein likha ho jo use koun mitaye kismat mein likha ho jo use koun mitaye jo aag lagi dil mein use koun bujhaye kismat mein likha ho jo use koun mitaye aansu mere kahate hai aansu mere kahate hai mere dil ki kahani phir bhi mujhe kahate hai sabhi hay diwani phir bhi mujhe kahate hai sabhi hay diwani bikhre mere arman unhe koun sajaye jo aag lagi dil mein use koun bujhaye kismat mein likha ho jo use koun mitaye man ki rahi man hi mein jamane ki tarange man ki rahi man hi mein jamane ki tarange ban ke bul bule si miti man ki umange ban ke bul bule si miti man ki umange aahon se bhare dil ko mere chain na aaye kismat mein likha ho jo use koun mitaye ma baap huye bairi kinhe dard bataun hai dard bhare geet mere kisko sunaun hai dard bhare geet mere kisko sunaun bichhade huye balam hai mere koun milaye kismat mein likha ho jo use koun mitaye