SONG: Kismat Ke Khel Tu Khel Khiladi - क़िस्मत के खेल तू खेल खिलाड़ी

Kismat Ke Khel Tu Khel Khiladi - क़िस्मत के खेल तू खेल खिलाड़ी

LYRICS:
kismat ke khel tu khel khiladi kismat ke khel tu khel khiladi daav laga josh me rahna magar hosh me duniya kahe na anadi o kismat ke khel tu khel khiladi kismat ke khel tu khel khiladi zindagi ki karwate kaanto pe liye ja aaya hai duniya me to kuch naam kiye ja zindagi ki karwate kaanto pe liye ja aaya hai duniya me to kuch naam kiye ja daav laga josh me rahna magar hosh me daav laga josh me rahna magar hosh me duniya kahe na anadi o kismat ke khel tu khel khiladi jeet kabhi haar bane, haar kabhi jeet daanv laga zindagi ka khel ki ye reet daav laga josh me rahna magar hosh me daav laga josh me rahna magar hosh me duniya kahe na anadi o kismat ke khel tu khel khiladi tu kisi se kam nahi, majbur nahi hai manzil bhi kaamyabi ki ab dur nahi hai tu kisi se kam nahi, majbur nahi hai manzil bhi kaamyabi ki ab dur nahi hai daav laga josh me rahna magar hosh me daav laga josh me rahna magar hosh me duniya kahe na anadi o kismat ke khel tu khel khiladi kismat ke khel tu khel khiladi daav laga josh me rahna magar hosh me daav laga josh me rahna magar hosh me duniya kahe na anadi o kismat ke khel tu khel khiladi kismat ke khel tu khel khiladi