SONG: Kismat Ke Khel Nirale Mere Bhaiyya - किस्मत के खेल निराले मेरे भैय्या

Kismat Ke Khel Nirale Mere Bhaiyya - किस्मत के खेल निराले मेरे भैय्या

LYRICS:
kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ka likha kaun taale me bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke haath mein duniya ki dor hain kismat ke aage tera koi na jor hain sab kutch hain usi ke hawale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat mein likha hain jo sukh ka savera kab tak rahega yeh gam ka andhera ek din toh milenge ujale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya yeh sacha teerat uncha himalay yeh man ka mandir sukh ka shuvalay dhun yahi pe rama le mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya duniya mein prani kya kya sapne sajaye kismat ki aandhi unhe pal mein mitaye bigdi ko kaun sambhale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ka likha kaun taale me bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya