SONG: Kismat Ke Khel Dekho Dekho Mere Babu - क़िस्मत के खेल देखो देखो मेरे बाबू

Kismat Ke Khel Dekho Dekho Mere Babu - क़िस्मत के खेल देखो देखो मेरे बाबू

LYRICS:
kismat ke khel dekho dekho mere baabu kismat ke khel kismat ke khel dekho dekho mere baabu dekho dekho kismat ke khel biti hui baaton ki yaade leke chalti jiwan ki rel kismat ke khel kismat ke khel dekho dekho mere baabu kismat ke khel do din dono ne ankhiyaan milaai do din dono ne ankhiyaan milaai do din gaaye khushi ke geet aaj suni man ki chidiya, kone me roti hai preet kismat ke khel, kismat ke khel kismat ke khel, kismat ke khel dekho dekho mere baabu kismat ke khel dekho dekho mere baabu dekho dekho kismat ke khel biti hui baaton ki yaade leke chalti jiwan ki rel kismat ke khel kismat ke khel dekho dekho mere baabu kismat ke khel kisi ko jalta dekh ke duniya kisi ko jalta dekh ke duniya kyu samjhi ki aag lagi samjho to hai baat jaara ji dil ko jalaye dil ki lagi kismat ke khel, kismat ke khel kismat ke khel, kismat ke khel dekho dekho mere baabu kismat ke khel kismat ke khel dekho dekho mere baabu dekho dekho kismat ke khel biti hui baaton ki yaade leke chalti jiwan ki rel kismat ke khel kismat ke khel dekho dekho mere baabu kismat ke khel