SONG: Kismat Ka Khel Dekho - किस्मत का खेल देखो

Kismat Ka Khel Dekho - किस्मत का खेल देखो

LYRICS:
kismat ka khel dekho kaha hame layi baithe bithaye bhaiya kaisi saamat aai ham to mare gaye mare gaye mare gaye ham to mare gaye mare gaye mare gaye koi nasib wala jaye sasuraal re koi nasib wala koi nasib wala jaye sasuraal re wapas wo ghar ko laute, hoke malamal re wapas wo ghar ko laute, hoke malamal re kaise hain ham diwane le aaye hain pagal khane nani ki chood bhaiya, nani yaad aai baithe bithaye bhaiya kaisi saamat aai ham to mare gaye mare gaye mare gaye ham to mare gaye mare gaye mare gaye ek se ek yaha dekho banda khash hain ek se ek yaha ek se ek yaha dekho banda khash hain koi hain mugle-e-aajam koi devdas hain koi hain mugle-e-aajam koi devdas hain ha lau aaye base more manwa koi hain taan leta, koi farmaan deta takht na taaj phir bhi kare badshahi baithe bithaye bhaiya kaisi saamat aai ham to mare gaye mare gaye mare gaye ham to mare gaye mare gaye mare gaye shero ki takkar hain ji, kushti ka ye ring hain shero ki takkar hain ji shero ki takkar hain ji, kushti ka ye ring hain koi king kang yaha koi dara singh hain koi king kang yaha koi dara singh hain kushti ki chaal dekho union ka kamal dekho dekhi na hogi aisi haatho ki safai baithe bithaye bhaiya kaisi saamat aai ham to mare gaye mare gaye mare gaye ham to mare gaye mare gaye mare gaye