SONG: Kisko Haal Sunau - किसको हाल सुनाऊँ

Kisko Haal Sunau - किसको हाल सुनाऊँ

LYRICS:
kisko haal sunaun kisko haal sunaun tum ruth gaye girdhari o tum ruth gaye girdhari kisko haal sunaun mata ka sang chhut gaya hai mata ka sang chhut gaya hai chota sa man tut gaya hai chota sa man tut gaya hai man ke tukde tumko pukare man ke tukde tumko pukare suno fariyad hamari suno fariyad hamari kisko haal sunaun kisko haal sunaun tum ruth gaye girdhari o tum ruth gaye girdhari kisko haal sunaun duniya hanse man rone laga duniya hanse man rone laga gwale yahi insaf hai tera gwale yahi insaf hai tera o mandir mein rahne wale o mandir mein rahne wale lut gayi kutiya hamari lut gayi kutiya hamari kisko haal sunaun kisko haal sunaun tum ruth gaye girdhari o tum ruth gaye girdhari kisko haal sunaun