SONG: Kiski Nazar Ka Mast Ishara Hai Zindagi - किस नज़र का मस्त इशारा है ज़िंदगी

Kiski Nazar Ka Mast Ishara Hai Zindagi - किस नज़र का मस्त इशारा है ज़िंदगी

LYRICS:
kis najar ka mast ishara hai jindagi is aasman ka tuta sitara hai jindagi kis najar ka mast ishara hai jindagi is aasman ka tuta sitara hai jindagi kya kastiya rahegi ye lahro se hoshiyar lahro se hosiyar unke hai jinse laakh ummido ke bekrar, haye bekrar dariya ka ek bahta kinara hai jindagi is aasman ka tuta sitara hai jindagi kisi najar ka mast ishara hai jindagi is aasman ka tuta sitara hai jindagi jine usi ka hai jo jiye aur ke liye jine usi ka hai jo jiye aur ke liye aanshu bhi de nasib to hanskar unhe piye duniya ko ye pyaam humara hai jindagi is aasman ka tuta sitara hai jindagi kisi najar ka mast ishara hai jindagi is aasman ka tuta sitara hai jindagi