SONG: Kiske Naino Ka Yeh Baan

Kiske Naino Ka Yeh Baan

LYRICS:
man me kaisa ye toofan jaga kiske naino ka ye baan laga mai kaha kho gayi bawari ho gayi aaj mujhko sambhalo jara hoo aaj mujhko sambhalo jara aaj mujhko sambhalo jara nain sharma ke jhukne lage hai ohh nain sharma ke jhukne lage hai paav ghabra ke rukne lage hai paav ghabra ke rukne lage hai ohh aisi to pehle baat nahi thi khel koi hua hai naya man me kaisa ye toofan jaga kiske naino ka ye baan laga mai kaha kho gayi bawari ho gayi aaj mujhko sambhalo jara hoo aaj mujhko sambhalo jara aaj mujhko sambhalo jara aaj patthar ka hriday bhi dhole hoo aaj patthar ka hriday bhi dhole ek tumne hi naina na khole ek tumne hi naina na khole dekho jara to palke uda ke dekho jara to palke uda ke leke aayi hun aankho me kya man me kaisa ye toofan jaga kiske naino ka ye baan laga mai kaha kho gayi bawari ho gayi aaj mujhko sambhalo jara hoo aaj mujhko sambhalo jara aaj mujhko sambhalo jara meri balo me kaliya saja do meri balo me kaliya saja do aaj mujhko dulahniya bana do aaj mujhko dulahniya bana do kano me meri baaje sehnai kano me meri baaje sehnai jane kaisa ye jadu hua man me kaisa ye toofan jaga kiske naino ka ye baan laga mai kaha kho gayi bawari ho gayi aaj mujhko sambhalo jara hoo aaj mujhko sambhalo jara aaj mujhko sambhalo jara