SONG: Kisi Tarah Se Muhabbat Mein Chain Pa Na Sake - किसी तरह से मुहब्बत में चैन पा ना सके

Kisi Tarah Se Muhabbat Mein Chain Pa Na Sake - किसी तरह से मुहब्बत में चैन पा ना सके

LYRICS:
kisi tarah se muhabbat me chain pa na sake lagi vo aag hai sine me jo bujha na sake lagi vo aag hai sine me jo bujha na sake kisi tarah se muhabbat me chain pa na sake zubaan chup rahi meri to aansu bol uthe zubaan chup rahi meri to aansu bol uthe chhupaayi laakh muhobbat magar chhupa na sake kisi tarah se muhabbat me chain pa na sake na jaane kis ki hai tasvir aansu aansu me na jaane kis ki hai tasvir aansu aansu me ke apni aankh se aansu bhi ham gira na sake kisi tarah se muhabbat me chain pa na sake tabaahi puchh na dil ki tu hamse ai duniya tabaahi puchh na dil ki tu hamse ai duniya kuchh aisi ujdi hai basti ke ham basa na sake kisi tarah se muhobbat me chain pa na sake