SONG: Kisi Tarah Dil Hi Na - किसी तरह दिल ही ना जब चैन पाये

Kisi Tarah Dil Hi Na - किसी तरह दिल ही ना जब चैन पाये

LYRICS:
kisi tarah dil hi na jab chain paye kisi tarah dil hi na jab chain paye kaho kaise aankho mein aansu na aaye kaho kaise aankho mein aansu na aaye kisi tarah dil hi na jab chain paye tamnna man mein kalsh hai jigar mein tamnna man mein kalsh hai jigar mein magar ab hame koi kyu yaad aaye magar ab hame koi kyu yaad aaye kisi tarah dil hi na jab chain paye basar sham gam mein hi hoti hai apni basar sham gam mein hi hoti hai apni meri jindagi mein sanwera na aaye meri jindagi mein sanwera na aaye kisi tarah dil hi na jab chain paye nahi rah gaya dil jamane ke kabil nahi rah gaya dil jamane ke kabil kaho ab jamana mujhe bhul jaye kaho ab jamana mujhe bhul jaye kisi tarah dil hi na jab chain paye