SONG: Kisi Sunaye Apne Mann Ki Baat - किसे सुनाये किसे सुनाये अपने मन की बात

Kisi Sunaye Apne Mann Ki Baat - किसे सुनाये किसे सुनाये अपने मन की बात

LYRICS:
kise sunaye kise sunaye apne man ki bat sajan apne man ki bat kise sunaye kise sunaye apne man ki bat sajan apne man ki bat aahe bharte din jata hai rote rote rat sajan apne man ki bat kise sunaye kise sunaye apne man ki bat jab se tumne hai muh moda jab se tumne hamko choda jab se tumne hai muh moda jab se tumne hamko choda man ki bagiya sukhi jaye man ki bagiya sukhi jaye nayno me barsat ho o o ho sajan kise sunaye kise sunaye apne man ki bat jisko humne apna jana apna jiwan sathi mana jisko humne apna jana apna jiwan sathi mana apna jiwan sathi mana kaisi bedardi se wo hi kaisi bedardi se wo hi chala chuda kar hath sajan apne man ki bat kise sunaye kise sunaye apne man ki bat sajan apne man ki bat