SONG: Kisi Ne Jadu Kiya - किसी ने जादू किया

Kisi Ne Jadu Kiya - किसी ने जादू किया

LYRICS:
kisi ne jaadu kiya main karu kya mera man moh liya main karu kya kisi ne jaadu kiya main karu kya mera man moh liya main karu kya kisi ne jaadu kiya main karu kya kar ke ghaayal vo mujhe bekhabar hai meri aahein bhi vaha beasar hai kar ke ghaayal vo mujhe bekhabar hai meri aahein bhi vaha beasar hai kub hai ye adaa mai karu kya kisi ne jaadu kiya main karu kya mera man moh liya main karu kya kisi ne jaadu kiya main karu kya raat mushkil se kate din hai bhaari
sada aankho me rahe chhab vo pyaari raat mushkil se kate din hai bhaari jina ab unke bina hua mushkil jaan hai unme baii unhi ka dil mujhe kya ho chala main karu kya kisi ne jaadu kiya main karu kya pyaar chhupta nahi main kya chhupaau kahe to chir ke dil main dikhaau pyaar chhupta nahi main kya chhupaau kahe to chir ke dil main dikhaau husn de ke bhala main karu kya kisi ne jaadu kiya main karu kya mera man moh liya main karu kya kisi ne jaadu kiya main karu kya