SONG: Kisi Ne Aaj Mohabbat Ko Aajmaya Hai (Chale Bhi Aao) - किसी ने आज मोहब्बत को आजमाया है

Kisi Ne Aaj Mohabbat Ko Aajmaya Hai (Chale Bhi Aao) - किसी ने आज मोहब्बत को आजमाया है

LYRICS:
kisi ne aaj mohabbat ko aajmaya hai wafa ko aaj nibhane ka vaqt aaya hai pukar sun ke chale aao do ghadi ke liye badi tamanna se hamne tumhe bulaya hai chale bhi aao, chale bhi aao chale bhi aao chale bhi aao, chale bhi aao tumhe kasam hai, chale bhi aao, chale bhi aao chale bhi aao, chale bhi aao tumhe kasam hai, chale bhi aao, chale bhi aao usi se kahte hain baat dil ki ki jisko samjhe kuchh apna apna usi se kahte hain baat dil ki ki jisko samjhe kuchh apna apna mita na dena bharam ye mera na tod dena ye pyara sapna chale bhi aao, chale bhi aao tumhe qasam hai, chale bhi aao, chale bhi aao na aaye tum to kahegi duniya ye naaz jhutha ye pyar jhutha ye pyar jhutha na aaye tum to kahegi duniya ye naaz jhutha ye pyar jhutha ye pyar jhutha ye dil ki dhadkan hai ek dhokha nigah ka intazar jhutha chale bhi aao, chale bhi aao chale bhi aao, chale bhi aao