SONG: Kisi Ko Suhani Shaam Ka Hai Intezar (Mujhe Intezar Dildar Ka Hai) - किसी को सुहानी शाम का है इंतज़ार

Kisi Ko Suhani Shaam Ka Hai Intezar (Mujhe Intezar Dildar Ka Hai) - किसी को सुहानी शाम का है इंतज़ार

LYRICS:
kisi ko suhani shaam ka hai intzaar kisi ko chhalakte jaam ka hai intzaar kisi ko husan ke paigam ka hai intzaar mujhe intzaar dildaar ka hai jisse hai pyar us yaar ka hain yaar mahfil mein nahi to kya hai ye mahfil yaar mahfil mein nahi to sabki aanke dhundhti hai aur tadapte hai dil ab to meri tanhaaiyaan bhi ho gayi hai bekaraar mujhe intzaar dildaar ka hai jisse hai pyar us yaar ka hain aaye to uspe luta dun jindagi apni aaye to uspe luta dun ab to dilbar ki khushi mein hai khushi apni aa gaya wo mahfil mein jiska tha mujhe intzaar tha mujhe intzaar