SONG: Kisi Ko Pata Na Chale Baat Ka - किसी को पता ना चले बात का

Kisi Ko Pata Na Chale Baat Ka - किसी को पता ना चले बात का

LYRICS:
chupa ke rakhna mohabbat ko is zamane se ke aaj sans bhi lena kisi bahane se kisi ko pata na chale bat ka ke hai aaj wada mulakat ka kisi ko pata na chale bat ka ke hai aaj wada mulakat ka bura hal hai dil ke jazbat ka ke hai aaj wada mulakat ka kisi ko pata na chale bat ka ke hai aaj wada mulakat ka na dil tha na dil me ye arman the na dil tha na dil me ye arman the ye lab muskurahat se anjan the judai me hum to pareshan the khuda meharba tha na insan the magar aaj kya zikar sadmat ka ke hai aaj wada mulakat ka kisi ko pata na chale bat ka ke hai aaj wada mulakat ka mohabbat aaj kyu machalne lagi mohabbat aaj kyu machalne lagi shamma jaise mahfil me jalne lagi churi maan lo dil pe chalne lagi koi dil ki hasrat nikalne lagi badalne laga rang halat ka ke hai aaj wada mulakat ka kisi ko pata na chale bat ka ke hai aaj wada mulakat ka sajao ye rahe bichao nigahe khabar unki aayi najar muskurai hua hai ishara milega sahara mohabbat ki pyasi mitegi udasi mohabbat ki pyasi mitegi udasi ke didar hoga ke didar hoga aji pyar hoga banega fasana kisi bat ka ke hai aaj wada mulakat ka kisi ko pata na chale bat ka ke hai aaj wada mulakat ka bura hal hai dil ke jajbat ka ke hai aaj wada mulakat ka kisi ko pata na chale bat ka ke hai aaj wada mulakat ka