SONG: Kisi Ko Kya Khabar Hamare Dil Par - किसी को क्या खबर हमारे दिल पर

Kisi Ko Kya Khabar Hamare Dil Par - किसी को क्या खबर हमारे दिल पर

LYRICS:
kisi ko kya khabar hamare dil par hamare dil par kya kya gujarti hai gujarti hai gujarti hai jara tu dekh idhar aankhe to char kar aankhe to char kar hasrat nikalti hai nikalti hai nikalti hai kisi ko kya khabar badnam na karo ji badnam na karo ji prem kahani pyar ki jaha ki hai taslum nishani badnam na karo ji badnam na karo ji prem kahani pyar ki jaha ki hai taslum nishani bebas pe raham kar ye aankhe ro rokar din rat chalakti hai chalakti hai chalakti hai kisi ko kya khabar pahli najar me hamne pahli najar me hamne dil ko luta diya khake kasam kisi ko apna bana liya pahli najar me hamne dil ko luta diya khake kasam kisi ko apna bana liya hai kaafi ek najar ho pyar ki magar dunia badalti hai badalti hai badalti hai kisi ko kya khabar ek dard de diya ek dard de diya ehsan kar diya kehte hai kisi ne aaj kamal kar diya ek dard de diya ehsan kar diya kehte hai kisi ne aaj kamal kar diya ab kaise ho safar jab yade rah rah kar dil me machalti hai machalti hai machalti hai kisi ko kya khabar hamare dil par hamare dil par kya kya gujarti hai gujarti hai gujarti hai