SONG: Kisi Ko Iska Pata Na Ho - किसी को इसका पता ना हो

Kisi Ko Iska Pata Na Ho - किसी को इसका पता ना हो

LYRICS:
kisi ko iska pata na ho aji pata na ho kisi ko iska pata na ho aji pata na ho is pyar se usne mujhse kaha is pyar se usne mujhse kaha abe ja abe ja tera kahna man liya par kisi ko iska pata na ho aji pata na ho patli kamar lachka ke chali jab mast najar matka ke chali jab dil ko hila gayi bijli gira gayi teer chala gayi apna bana gayi dil ko hila gayi bijli gira gayi teer chala gayi apna bana gayi chutki ama chukti le gyi dil ko uda is pyar se usne mujhse kaha abe ja abe ja tera kahna man liya abe ja tera kahna man liya par kisi ko iska pata na ho aji pata na ho phulo ki rani thi baharo pe raaj tha chanda se mukh pe sone ka taz tha pucho nahi yar mere pucho nahi yar mere kaun thi wo kya thi jawani ki sabab tha masti ki adab thi jawani ki sabab tha masti ki adab thi bhai apan to ho gaye uspe fida haay uspe fida jab pyar se usne mujhse kaha jab pyar se usne mujhse kaha abe ja abe ja tera kahna man liya abe ja tera kahna man liya par kisi ko iska pata na ho aji pata na ho