SONG: Kisi Ko Iska Pata Na Ho (2) - किसी को इसका पता ना हो अजी पता ना हो

Kisi Ko Iska Pata Na Ho (2) - किसी को इसका पता ना हो अजी पता ना हो

LYRICS:
kisi ko iska pata na ho aji pata na ho kisi ko iska pata na ho aji pata na ho is pyar ko apni muddte kaho is pyar ko apni muddte kaho ja abey ja tera kahna maan liya abey ja tera kahna maan liya par kisi ko iska pata na ho aji pata na ho patli kamar lachkake chali jab o mast najar matkake chali jab dil ko hila gayi bijali gira gayi teer chala gayi apna bana gayi dil ko hila gayi bijali gira gayi teer chala gayi apna bana gayi haan chutaki mein haan chutaki mein le gayi dil ko uda haye dil ko uda is pyar se usne mujhse kaha ja abey ja tera kahna maan liya abey ja tera kahna maan liya par kisi ko iska pata na ho aji pata na ho phulon ki rani thi baharon ka raja tha chanda sa mukh to sone ka taaj tha pucho nahi yaar mere pucho nahi yaar mere kaun thi wo kya thi jawani ki shabaab tha mast ada thi jawani ki shabaab tha mast ada thi bhai apan to ho gaye uspe phida bhai uspe phida jab pyar se usne mujhse kaha jab pyar se usne mujhse kaha ja abey ja tera kahna maan liya abey ja tera kahna maan liya par kisi ko iska pata na ho aji pata na ho