SONG: Kisi Ko Banana Kisi Ko Mitana - किसी को बनाना किसी को मिटाना

Kisi Ko Banana Kisi Ko Mitana - किसी को बनाना किसी को मिटाना

LYRICS:
kisi ko banana, kisi ko mitana kisi ko banana, kisi ko mitana ajab hai ye duniya, ajab ye zamana ajab hai ye duniya, ajab ye zamana hai dono hi insa pale ek chaman me wo hi ek thi jaan dono ke tan me magar koi ode hai phulo ki chadar phulo ki chadar hai mushkil kisi ke liye sar chhupana ajab hai ye duniya, ajab ye zamana ajab hai ye duniya, ajab ye zamana hai sar par kisi ke baharo ke saye kisi par balao ke badal hai chhaye kisi ke liye sirf aansu ki bunde aansu ki bunde kisi ke liye motiyo ka khazana ajab hai ye duniya, ajab ye zamana ajab hai ye duniya, ajab ye zamana koi chain se hai, tarasta hai koi kisi ke ujadne se basta hai koi na jane ye andher kab tak rahega kab tak rahega gham ek ki dusre ka thikana ajab hai ye duniya, ajab ye zamana ajab hai ye duniya, ajab ye zamana