SONG: Kisi Ki Yad Mein Ro Ro Ke (Mohabbat Karen Walo Ki, Yahi Anjam Hota Hai) - किसी की याद में रो रो के अपने, दिन गुजरतें हैं

Kisi Ki Yad Mein Ro Ro Ke (Mohabbat Karen Walo Ki, Yahi Anjam Hota Hai) - किसी की याद में रो रो के अपने, दिन गुजरतें हैं

LYRICS:
kisi ki yaad mein ro ro ke apne, din guzarte hai ye kaisi zindagi hai, hum na jeete hai, na marte hai mohabbat karne walo ka mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai tadapna un ki qismat mein tadapna un ki qismat mein to subah-o-sham hota hai mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai humesha ke liye duniya mein, do dil mil nahi sakte humesha ke liye duniya mein, do dil mil nahi sakte do dil mil nahi sakte nazar milna judai ka nazar milna judai ka hi, ik paigam hota hai mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai meri barbadiyan bhi dekh li, tumne jahan walo meri barbadiyan bhi dekh li, tumne jahan walo are tumne jahan walo jo karta hai mohabbat wo jo karta hai mohabbat wo, yu hi nakam hota hai mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai na din mein chain hai humko, na raato ko karar aaye na din mein chain hai humko, na raato ko karar aaye na raato ko karar aaye bata de koi duniya mein bata de koi duniya mein, kahan aaram hota hai mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai