SONG: Kisi Ki Yaad Mere Aas Paas Rehti Hai - किसी की याद मेरे आसपास रहती हैं

Kisi Ki Yaad Mere Aas Paas Rehti Hai - किसी की याद मेरे आसपास रहती हैं

LYRICS:
kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain bahut dino se tabiyat udaas rahti hain kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain bichhad gaya hai, magar dil ye maanta hi nahi bichhad gaya hai, magar dil ye maanta hi nahi bichhad gaya hai, magar dil ye maanta hi nahi na jaane kyu, tere milne ki aas rahti hai na jaane kyu, tere milne ki aas rahti hai bahut dino se tabiyat udaas rahti hain kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain chhudake haath agar chal diya to hairat kyon chhudake haath agar chal diya to hairat kyon chhudake haath agar chal diya to hairat kyon khushi hamesha yaha kiske paas rahti hain khushi hamesha yaha kiske paas rahti hain bahut dino se tabiyat udaas rahti hain kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain tu apne aeb chhupane chala to hai lekin tu apne aeb chhupane chala to hai lekin tu apne aeb chhupane chala to hai lekin har aaine ki nazar belibaas rahti hai har aaine ki nazar belibaas rahti hai bahut dino se tabiyat udaas rahti hain kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain bahut dino se tabiyat udaas rahti hain kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain