SONG: Kisi Ki Yaad Me Duniya Ko Hai Bhulaaye Huye - किसी की याद में दुनिया को हैं भुलाये हुए

Kisi Ki Yaad Me Duniya Ko Hai Bhulaaye Huye - किसी की याद में दुनिया को हैं भुलाये हुए

LYRICS:
kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye jamana gujra hai apna khayaal aaye huye jamana gujra hai apna khayaal aaye huye badi ajeeb khushi hai gum-e-mohabbat bhi badi ajeeb khushi hai gum-e-mohabbat bhi hasi labo pe magar dil pe chot khaaye huye kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye hajaar parde ho pahre ho ya ho deewaare hajaar parde ho pahre ho ya ho deewaare rahenge meri najar me to wo samaaye huye kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye kisi ke husn ki bas ek kiran hi kafi hai kisi ke husn ki bas ek kiran hi kafi hai ye log mere aage hai samma kaye huye ye log mere aage hai samma kaye huye kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye jamana gujra hai apna khayaal aaye huye