SONG: Kisi Ki Yaad Kisi Ko Aayi - किसी की याद किसी को आई

Kisi Ki Yaad Kisi Ko Aayi - किसी की याद किसी को आई

LYRICS:
kisi ki yaad kisi ko aayi kisi ki yaad kisi ko aayi mujhko to maalum nahi hai ulfat ke afsaane yaad kisi ki chhalkaaye kyu aankho ke paimaane ye kaise baat sunaai ye kaise baat sunaai kisi ki yaad kisi ko aai kisi ki yaad kisi ko aai kyu dil ka raaj chhupati ho jab dil ka chor pakadta hai duniya to ab jaan gayi jo do dil ka afsana hai teri yaad yaha tak laai teri yaad yaha tak laai kisi ki yaad kisi ko aai kisi ki yaad kisi ko aai jo muh se baat nikalti hai vo afsana ban jaati hai