SONG: Kisi Ki Nazar Ka Jo Ghayal Nahi Hai - किसी की नज़र का जो घायल नहीं है

Kisi Ki Nazar Ka Jo Ghayal Nahi Hai - किसी की नज़र का जो घायल नहीं है

LYRICS:
kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai akele safar zindagi ka ho aese ki shamshan me shama jalti jo jaise akele safar zindagi ka ho aese ki shamshan me shama jalti jo jaise yeh jeena to jeene me shamil nahi hai wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai abhi waqt hai apni bigdi bana lu kisi ki tamanna ko dil me basa lu abhi waqt hai apni bigdi bana lu kisi ki tamanna ko dil me basa lu wafa tum ho kya uski manzil nahi hai wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai