SONG: Kisi Ki Muskurahto Pe Ho Nisaar - किसीकी मुस्कुराहटो पे हो निसार

Kisi Ki Muskurahto Pe Ho Nisaar - किसीकी मुस्कुराहटो पे हो निसार

LYRICS:
kisiki muskurahato pe ho nisar kisika dard mil sake to le udhar kisike vaste ho tere dil me pyar jina isi ka nam hai kisiki muskurahato pe ho nisar kisika dard mil sake to le udhar kisike vaste ho tere dil me pyar jina isi ka nam hai mana apni jeb se fakir hai phir bhi yaro dil ke ham amir hai mana apni jeb se fakir hai phir bhi yaro dil ke ham amir hai mite jo pyar ke liye vo zindagi jale bahar ke liye vo zindagi kisi ko ho na ho hame to aitabar jina isi ka nam hai rishta dil se dil ke aitabar ka zinda hai hami se naam pyar ka rishta dil se dil ke aitabar ka zinda hai hami se nam pyar ka ke mar ke bhi kisi ko yad ayenge kisi ke aansuo me muskurayenge kahega phul har kali se bar bar jina isi ka nam hai kisiki muskurahato pe ho nisar kisika dard mil sake to le udhar kisike vaste ho tere dil me pyar jina isi ka nam hai