SONG: Kisi Ki Mohabbat Me Sab Kuch Bhula Ke - किसी की मोहब्बत में सब कुछ भुला के

Kisi Ki Mohabbat Me Sab Kuch Bhula Ke - किसी की मोहब्बत में सब कुछ भुला के

LYRICS:
kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke koi chij payi hai dil ko gawa ke kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke koi chij payi hai dil ko gawa ke kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat me baharo ke din ab honge nazaro ki rate baharo ke din ab honge nazaro ki rate kabhi hum kahenge unse kuch dil ki bate kabhi milke gayenge tarane wafa ke mohabbat me ye sanso ki dori apni jab tak chalegi ye sanso ki dori apni jab tak chalegi mohabbat ki sama yu dil me jalegi ise kya bhujayenge jhonke hawa ke kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat me kahi pyar gulshan banke mhakta hai dil me kahi pyar gulshan banke mhakta hai dil me o ho kahi pyar kanta banke chubta hai dil me mohabbat nibhayenge hum muskura ke kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke koi chij payi hai dil ko gawa ke