SONG: Kisi Ke Wade Pe Kyo Aetbaar Humne Kiya - किसी के वादे पे क्यूँ ऐतबार हमने किया

Kisi Ke Wade Pe Kyo Aetbaar Humne Kiya - किसी के वादे पे क्यूँ ऐतबार हमने किया

LYRICS:
kisi ke vade pe kyun kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya na aane walo ka kyun na aane walo ka kyun intzaar humne kiya kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya na wo humare huye aur na hum rahe apne aa na wo humare huye aur na hum rahe apne mohabbato ka azab mohabbato ka azab karobaar humne kiya kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya wo khel khel rahe the wo khel khel chuke ho wo khel khel rahe the wo khel khel chuke khata humari thi kyun khata humari thi kyun unse pyar kiya humne kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla ho bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla sharabkhane ka rukh sharabkhane ka rukh ikhtiyar humne kiya na aane walo ka kyun na aane walo ka kyun intzaar humne kiya na aane walo ka kyun intzaar humne kiya kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya