SONG: Kisi Ke Madhur Pyar Me Man Mera Kho Gaya - किसी के मधुर प्यार में मन मेरा खो गया

Kisi Ke Madhur Pyar Me Man Mera Kho Gaya - किसी के मधुर प्यार में मन मेरा खो गया

LYRICS:
kisi ke madhur pyar me man mera kho gaya kisi ke madhur pyar me man mera kho gaya man mera kho gaya man mera kho gaya jiwan ki har gali me jiwan ki har gali me mera chand hans gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya koi mera ho gaya kisi ke madhur pyar me man mera kho gaya ban ban ke tare naino me sapne chamak uthe har ang me umang ke gahne damak uthe ha chupke chupke jab se ha chupke chupke jab se koi man me bas gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya koi mera ho gaya kisi ke madhur pyar me man mera kho gaya rah rah ke mere dil se hai kahta kisi ka dil ha, ek hi manzil hai apni ek hi manzil hum ek hi manzil se chale, ho na kabhi dur hum ek hi manzil se chale, ho na kabhi dur ban jaye meri preet teri maang ka sindur maang ka sindur teri maang ka sindur ha chupkue chupke jab se ha chupkue chupke jab se koi man me bas gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya koi mera ho gaya