SONG: Kisi Ke Dard Ko Sine Me Hum Chhupa Ke Chale - किसी के दर्द को सीने में हम छुपा के चले

Kisi Ke Dard Ko Sine Me Hum Chhupa Ke Chale - किसी के दर्द को सीने में हम छुपा के चले

LYRICS:
kisi ke dard ko sine me hum chupa ke chale haay hum chupa ke chale khushi ki aankh pe aake gum utha ke chale haay gum utha ke chal humare dar pe nazara nahi zamane me humare dar pe nazara nahi zamane me ye aaj koi humara nahi zamane me jigar pe teer kaleje pe chot kha ke chale jigar pe teer kaleje pe chot kha ke chale usi ke dard ko sine me hum chupa ke chale hay hum chupa ke chale kisi ki chah me kya kya sitam na hum ne sahe kisi ki chah me kya kya sitam na hum ne sahe jale to sab ki nazar mai jalil hoke jale chale to sabki nazar se nazar bacha ke chale chale to sabki nazar se nazar bacha ke chale kisi ke dard ko sine me hum chupa ke chale hzay hum chupa ke chale hazaar aib ho insaan me par garib na ho hazaar aib ho insaan me par garib na ho garib ho to koi humsa badnasib na ho ki unko paa na sake aur dil gawa ke chale ki unko paa na sake aur dil gawa ke chale kisi ke dard ko sine me hum chupa ke chale hay hum chupa ke chale