SONG: Kisi Ka Dil Lena Ho Ya Kisi Ko Dil Dena Ho - किसी का दिल लेना हो या किसी को दिल देना हो

Kisi Ka Dil Lena Ho Ya Kisi Ko Dil Dena Ho - किसी का दिल लेना हो या किसी को दिल देना हो

LYRICS:
kisi ka dil lena ho ya kisi ko dil dena ho hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao jalwa phir dekho kisi ka dil lena ho ya kisi ko hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao jalwa phir dekho aeji jalwa phir dekho husn ka nasha hai jo ki jhumega jhumayega usi ka hai jaam jo ki badh ke uthayega husn ka nasha hai jo ki jhumega jhumayega usi ka hai jaam jo ki badh ke uthayega darna na ghabrana na o babu ji sharmana na hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao jalwa phir dekho aeji jalwa phir dekho aankho se jafaye aur dil me wafaye hai ye to matwale dilbar ki adaye hai aankho se jafaye aur dil me wafaye hai ye to matwale dilbar ki adaye hai ruthe to manana na aur jaye to bhulana na hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao jalwa phir dekho aeji jalwa phir dekho khud to pyase mare auro ko na peene de yahi to hai duniya na jeeye aur na jeene de khud to pyase mare auro ko na peene de yahi to hai duniya na jeeye aur na jeene de logo ko machalne do, koi jalta hai to jalne do hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao jalwa phir dekho kisi ka dil lena ho ya kisi ko hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao jalwa phir dekho aeji jalwa phir dekho