SONG: Kisi Ka Dil Chura Lena Badi Pyari Shararat Hai - किसी का दिल चुरा लेना बड़ी प्यारी शरारत है

Kisi Ka Dil Chura Lena Badi Pyari Shararat Hai - किसी का दिल चुरा लेना बड़ी प्यारी शरारत है

LYRICS:
kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai gila ham kya kare iska hasino ki ye aadat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai jo dil ko churaye usi ko dil chahe azab hai fasana dil ka jo apna banaye usi ka ban jaye ye chalan hai purana dil ka chalan hai purana dil ka kasam apni ke is dil ki badi bholi tabiyat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai nigahe katilana adaye jalimana to jaye najrana hi sahi kisi pe mar jana hai jine ka bahana dil apna diwana hi sahi haye diwana hi sahi mare na dil khushi se yu ye katil dil khubsurat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai najar takraye to sar ko jhukaye sharam ke bahane se koi gajab or dhaye hasin bana jaye badan ko churane se koi churane se koi ye sharmana ye ghabrana ada hai ya kayamat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai