SONG: Kisi Ka Deep Jalta Hai - किसी का दीप जलता हैं, किसी का दीप बुझता हैं

Kisi Ka Deep Jalta Hai - किसी का दीप जलता हैं, किसी का दीप बुझता हैं

LYRICS:
kisi ka deep jalta hai, kisi ka deep bujhta hai kisi ki zindagi ka ek pal me, rang badalta hai kisi ka deep jalta hai kisi ka deep jalta hai, kisi ka deep bujhta hai koi pata koi khota, koi hansta phir kahe koi rokar ke bahkata, kabhi wo jagta rahta hai kisi ka deep jalta hai, kisi ka deep bujhta hai koi uljhan ko uljhata, koi dariya ban bahta hai kisi ne phul ronde hai, koi kato par chalta hai kisi ka deep jalta hai, kisi ka deep bujhta hai koi apna bana leta, koi sapne bhi khota hai koi mohtaj tukdo ka, koi moti pirota hai kisi ka deep jalta hai, kisi ka deep bujhta hai kahi jal jal ke bujhta hai, kahi bujh bujh ke jalta hai kisi ka deep jalta hai, kisi ka deep bujhta hai kisi ka deep jalta hai, kisi ka deep bujhta hai