SONG: Kisi Chhaliya Ke Naino Ke Jaal Me - किसी छलिया के नैनो के जाल में

Kisi Chhaliya Ke Naino Ke Jaal Me - किसी छलिया के नैनो के जाल में

LYRICS:
kisi chhaliya ke naino ke jaal me more naina ujad gaye mai kya karu kisi chhaliya ke naino ke jaal me more naina ujad gaye mai kya karu maine chupaya jis baat ko usey sab hi samjh gaye mai kya karu o main to rahti thi khud ko chupaye hue sari duniya se najare churaye hue o sari duniya se najare churaye hue usey dekha to usey dekha to baira payal le sare ghunghar ye baj gaye mai kya karu kisi chhaliya ke naino ke jaal me more naina ujad gaye mai kya karu o preet ka geet ye pahle ye gaaya na tha abhi palko ka ghunghat uthaya na tha abhi palko ka ghunghat uthaya na tha mile naina to mile naina to sanwariya se lazo sharam sath sab saj gaye to mai kya karu kisi chhaliya ke naino ke jaal me more naina ujad gaye mai kya karu chah milne ki dil me dabaye hue rah dekhu mei aankhe bichaye hue rah dekhu mei aankhe bichaye hue dekhne ko dekhne ko sajan mera tera milan chand taare bhi saj gaye to mai kya karu kisi chhaliya ke naino ke jaal me more naina ujad gaye mai kya karu