SONG: Kisi Bedard Ne Aisa Jalaya - किसी बेदर्द ने ऐसा जलाया

Kisi Bedard Ne Aisa Jalaya - किसी बेदर्द ने ऐसा जलाया

LYRICS:
kisi bedard ne aisa jalaya aashiyan dil ka ke baki rah gaya sine mein dhundhla sa nisan dil ka tadpana aur chup rahana tadpana aur chup rahana mohabbat aur kya hogi agar ye bhi nahi chahat to chahat aur kya hogi tadpana aur chup rahana mohabbat aur kya hogi agar ye bhi nahi chahat to chahat aur kya hogi kyamat se bahut pahale kyamat hamane dekhi hai kyamat se bahut pahale kyamat hamane dekhi hai tera mil kar bichhad jana kyamat aur kya hogi agar ye bhi nahi chahat to chahat aur kya hogi mohabbat tumse ki thi aur duniyan bhul kar ki thi mohabbat tumse ki thi aur duniyan bhul kar ki thi shikayat hamko hai tumase shikayat aur kya hogi agar ye bhi nahi chahat to chahat aur kya hogi tadpana aur chup rahana mohabbat aur kya hogi agar ye bhi nahi chahat to chahat aur kya hogi