SONG: Kisi Aasman Pe To Sahil Milega - किसी आसमान पे तो साहिल मिलेगा

Kisi Aasman Pe To Sahil Milega - किसी आसमान पे तो साहिल मिलेगा

LYRICS:
kisi aasma pe to sahil milega kisi aasma pe to sahil milega kisi aasma pe to sahil milega mai lane wahi aasma ja raha hu mai lane wahi aasma ja raha hu jaha pe zami aasma chhu rahi hai wahi ja raha hu waha ja raha hu wahi ja raha hu waha ja raha hu kisi aasma pe to sahil milega kai bar dekhi hai sinduri shame kai bar dekhi hai sinduri shame upath se pare jagmgati hui kai bar khamoshiyo me suna hai gujarti hai mujhko bulati hui gujarti hai mujhko bulati hui jaha pe mile wo jaha ja raha hu jaha pe mile wo jaha ja raha hu mai lane wahi aasma ja raha hu mai lane wahi aasma ja raha hu kisi aasma pe to sahil milega bahut bar socha ye sinduri raugan bahut bar socha ye sinduri raugan jaha pe khada hu wahi pe bichha du ye suraj ke jharne zami pe mile to ek aur aasma mai zami pe bichha du ek aur aasma mai zami pe bichha du jaha pe mile wo jaha ja raha hu jaha pe mile wo jaha ja raha hu mai lane wahi aasma ja raha hu mai lane wahi aasma ja raha hu kisi aasma pe to sahil milega