SONG: Kise Khabar Kahan Dagar Jeevan Ki Le Jaaye - किसे खबर कहाँ डगर जीवन की ले जाये

Kise Khabar Kahan Dagar Jeevan Ki Le Jaaye - किसे खबर कहाँ डगर जीवन की ले जाये

LYRICS:
kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye kab koi sapna bikhare yaha par kab koi sach ho jaye kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye kab koi sapna bikhare yaha par kab koi sach ho jaye kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye yu hi mere bit gaye din yaha din yu hi mere bit gaye din yaha din magar ye asha kahe pal chhin ek din tere din badalenge gum ke dhalenge saye kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye chahu mujhe koi mile mit man mit chahu mujhe koi mile mit man mit mere sath jo gaye mere git jis ke sahare sanso ka safer mere kat jaye kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye kab koi sapna bikhare yaha par kab koi sach ho jaye kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye kab koi sapna bikhare yaha par kab koi sach ho jaye kise khabar kaha dagar