SONG: Kisako Qaatil Main Kahun Kis Ko Masihaa Samajhun - किस को क़ातिल मैं कहूँ किस को मसीहा समझूँ

Kisako Qaatil Main Kahun Kis Ko Masihaa Samajhun - किस को क़ातिल मैं कहूँ किस को मसीहा समझूँ

LYRICS:
kis ko kaatil main kahu kis ko masiha samjhu kis ko kaatil main kahu kis ko masiha samjhu sab yaha dost hi baithe hai kise kya samjhu sab yaha dost hi baithe hai kise kya samjhu wo bhi kya din the ke har vaham yakin hota tha wo bhi kya din the ke har vaham yakin hota tha ab haqiqat nazar aaye to use kya samjhu ab haqiqat nazar aaye to use kya samjhu sab yaha dost hi baithe hai kise kya samjhu dil jo tuta to kai hath dua ko uthe dil jo tuta to kai hath dua ko uthe aise mahaul me ab kis ko paraya samjhu aise mahaul me ab kis ko paraya samjhu zulm ye hai ke hai yaqta teri beganaravi zulm ye hai ke hai yaqta teri beganaravi lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhu lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhu kis ko kaatil main kahu kis ko masiha samjhu sab yaha dost hi baithe hai kise kya samjhu