SONG: Kis Tarah Jeete Hai Ye Log Bata Do Yaro - किस तरह जीते हैं ये लोग बता दो यारों

Kis Tarah Jeete Hai Ye Log Bata Do Yaro - किस तरह जीते हैं ये लोग बता दो यारों

LYRICS:
kis tarah jite hai ye log bata do yaro kis tarah jite hai ye log bata do yaro ham ko bhi jine ka andaz sikha do yaro kis tarah jite hai ye log bata do yaro pyar lete hai kaha se yeh zamane wale pyar lete hai kaha se ye zamane waale un gali bucho ka rasta to dikha do yaro un gali bucho ka rasta to dikha do yaro ham ko bhi jine ka andaz sikhaa do yaro kis tarah jite hai ye log bata do yaro dard ke nam se waqif na jaha ho koyi dard ke nam se waqif na jaha ho koyi aisi mehfil me hame bhi to bithha do yaro aisi mehfil me hame bhi to bithha do yaro ham ko bhi jine ka andaaz sikha do yaro kis tarah jite hai ye log bata do yaro sath dena hai to khud pine ki aadat dalo sath dena hai to khud pine ki aadat dalo warna maikhane ka dar ham se chuda do yaro warna maikhane ka dar ham se chuda do yaro ham ko bhi jine ka andaz sikha do yaro kis tarah jite hai ye log bata do yaro kis tarah jite hai ye log