SONG: Kis Naam Se Pukaru Kya Naam Hai - किस नाम से पुकारू क्या नाम है

Kis Naam Se Pukaru Kya Naam Hai - किस नाम से पुकारू क्या नाम है

LYRICS:
kis naam se pukaru kya nam hai tumhara kya nam hai tumhara kis naam se pukaru kya nam hai tumhara kya nam hai tumhara ek dusre ko hum tum jab jante nahi the pahchante nahi the ek dusre ko hum tum jab jante nahi the pahchante nahi the tum meri jindagi ka ban gaye sahara kya nam hai tumhara kis naam se pukaru kya nam hai tumhara kya nam hai tumhara aaye ho tum kaha se ho kis nagar ke wasi surat hai aasna si aaye ho tum kaha se ho kis nagar ke wasi surat hai aasna si hai har najar tumhari benam sa ishara kya nam hai tumhara kis naam se pukaru kya nam hai tumhara kya nam hai tumhara hum ho gaye tumhare ab chhod ke na jana dil tod ke na jana hum ho gaye tumhare ab chhod ke na jana dil tod ke na jana sadme na sah sakega najuk hai dil hamara kya nam hai tumhara kis naam se pukaru kya nam hai tumhara kya nam hai tumhara