SONG: Kis Liye Aankho Me Aansu Lab Pe Hai Fariyad Kyu - किस लिये आँखों में आँसू लब पे है फ़रियाद क्यों

Kis Liye Aankho Me Aansu Lab Pe Hai Fariyad Kyu - किस लिये आँखों में आँसू लब पे है फ़रियाद क्यों

LYRICS:
aa bhi ja aa bhi jaao aane wale ji bahut ghabraye hai aa bhi ja aa bhi jaao aane wale ji bahut ghabraye hai aa bhi ja bemohabbat besahare dil ko tadpa jaye hai aa bhi ja aa bhi jaao aane waale ji bahut ghabraye hai aa bhi aa kyu andhere mein ho tum, is raaz se ho bekhabar roshni hoti hai jab, najro se milti hai najar najro se milti hai najar, aag lag uthti hai jis din unse dil takraaye hai aa bhi ja aa bhi jaao aane wale ji bahut ghabaraye hai aa bhi aa tum kaha ho suna nahi tumne, mere dil ki pukar ae mere dil ke sahare zindagi bekaar phir bhi in aankho mein aansu chain lab par aaye hai aa bhi ja aa bhi jaao aane wale ji bahut ghabaraye hai aa bhi ja kis liye aankho me aansu, lab pe hai fariyad kyu lab pe hai fariyad kyu haye sine me tadapta hai dil-e-nashad kyu lab pe hai fariyad kyu kis liye aankho me aansu, lab pe hai fariyad kyu lab pe hai fariyad kyu jab nahi koyi khata, jab nahi koyi khata aa mili to phir aisi saza itna samjha do ke meri zindagi barbaad kyo lab pe hai fariyad kyu kis liye ankho me aansu, lab pe hai fariyad kyu lab pe hai fariyad kyu dil kisi majbur ka haye dil kisi majbur ka, dil kisi majbur ka dil kisi majbur ka, bekaar tadpane se kya tum nahi aate to, phir aaye tumhari yaad kyu lab pe hai fariyad kyu aasra dekar sahara, aasra dekar sahara todna achha nahi, todna achha nahi agar tumhe barbad karna tha, kiya aabad kyu lab pe hai fariyad kyu kis liye ankho me aansu, lab pe hai fariyad kyu lab pe hai fariyad kyu