SONG: Ki Mere Dil Ne Kaha Mujhse Phisal Ja Tu - की मेरे दिल ने कहा मुझसे फिसल जा तू

Ki Mere Dil Ne Kaha Mujhse Phisal Ja Tu - की मेरे दिल ने कहा मुझसे फिसल जा तू

LYRICS:
aankhon ko door se hi usne chhua hai re mehsoos humko bhi yeh jabse hua hai re qurban uspe apna har pal hua hai re woh hi hai wajah woh hi hai jagah woh hi jaadu ki mere dil ne kaha mujhse phisal jaa tu ki mere dil ne kaha mujhse phisal jaa tu ki meri jaan ne kaha mujhse nikal jaa tu ho ab kya sahi na jaanu na galat jaanu re woh to badhta hi jaaye ho jaise chadhta bukhar oh apna paraya ab to main na pehchanu re yeh hai aise bahaar jo karde re beda paar gehraiyon mein jaise jaane laga hai woh nazdeekiyon mein waise aane laga hai woh chhune ki deri hai ji hum bhi taiyar hain woh bahana woh thikana woh hi har sooh mere dil ne kaha mujhse phisal jaa tu mere dil ne kaha mujhse phisal jaa tu read more: