SONG: Khwabon Ki Wo Pari - खोवाबों की वो परी

Khwabon Ki Wo Pari - खोवाबों की वो परी

LYRICS:
khwaab mein thi jo pari neend tooti toh kho gayi na zamin na aasmaa wo hawaon ki ho gayi zidd hai meri aankho ki ye phir se mile aa kar mujhe khwaabon ki wo pari ik nishaa rah gaya mere zahan par wahi chhoo gayi thi jaha zindagi puchte fir rahe sare sawaalon mein hum hai bhala ab kaha zindagi zid hai meri saanson ki yeh phir se unhein aa thaam le khwabon ki wo pari khwabon ki wo pari khwabon ki wo pari khwaab mein thi jo pari neend tooti toh kho gayi na zamin na aasmaa wo hawaon ki ho gayi zidd hai meri aankho ki ye phir se mile aa kar mujhe khwaabon ki wo pari