SONG: Khwaab Ki Duniya - ख्वाबों की दुनिया सितारों की दुनिया

Khwaab Ki Duniya - ख्वाबों की दुनिया सितारों की दुनिया

LYRICS:
khwabo ki duniya sitaro ki duniya dur bhi hai par dur nahi khwabo ki duniya sitaro ki duniya dur bhi hai par dur nahi ujade fija ke chaman se ye kah do ki rangin bahar ab dur nahi khwabo ki duniya har tarf ho viraniya gher chuki ho aandhiya har tarf ho viraniya gher chuki ho aandhiya tadapte arman ke is jaha ko kabhi to sakun bhi aayega khwabo ki duniya sitaro ki duniya dur bhi hai par dur nahi khwabo ki duniya kali ghataye jab jayengi sunhari kirne aayengi kali ghataye jab jayengi sunhari kirne aayengi fir in bato ko yad kar aayegi khud ko bhi hasi khwabo ki duniya sitaro ki duniya dur bhi hai par dur nahi ujade fija ke chaman se ye kah do ki rangin bahar ab dur nahi khwabo ki duniya