SONG: Khushiyo Ki Bahare Laut Gay - खुशियों की बहारे लौट गई

Khushiyo Ki Bahare Laut Gay - खुशियों की बहारे लौट गई

LYRICS:
khushiyo ki bahare laut gayi tufaan utha gam gir aaye ae kaali ghtaao itna karo meri duniya pe bijali gir jaaye teri yaad mein ro ro mari teri teri yaad mein ro ro mari piya main to janm jali haye piya main to janm jali teri yaad mein ro ro mari piya main to janm jali suni ho gayi man ki galiya suni ho gayi man ki galiya murjha gayi sapno ki kaliya murjha gayi sapno ki kaliya mere naino se laagi jhadi piya main to janm jali haye piya main to janm jali teri yaad mein ro ro mari piya main to janm jali ek musafir ko dil mein basa ke raah mein apna sab kuch luta ke ek musafir ko dil mein basa ke raah mein apna sab kuch luta ke haye baithi hu jag se dari piya main to janm jali haye piya main to janm jali teri yaad mein ro ro mari piya main to janm jali