SONG: Khushiyo Kaa Zamana Beet Gaya - खुशियों का ज़माना बीत गया

Khushiyo Kaa Zamana Beet Gaya - खुशियों का ज़माना बीत गया

LYRICS:
khushiyo ka zamana bit gaya khushiyo ka zamana bit gaya majbur mohabbat roti hai, roti hai nashad hai tu nashad hu main nashad hai tu nashad hu main kismat dono ki soti hai, soti hai khushiyo ka zamana bit gaya khushiyo ka zamana bit gaya barbad udhar tera dil hai barbad udhar tera dil hai roti hai idhar meri aankhe, meri aankhe wo kaunsi duniya hai jisme wo kaunsi duniya hai jisme aabad mohabbat hoti hai, hoti hai khushiyo ka zamana bit gaya khushiyo ka zamana bit gaya majbur mohabbat roti hai, roti hai khushiyo ka zamana bit gaya khushiyo ka zamana bit gaya tu gham ki kahani kahta ja tu gham ki kahani kahta ja jo dard mila hai sahta ja, sahta ja o dard ke maare dekhe ja o dard ke maare dekhe ja taqdeer kahan tak soti hai, soti hai khushiyo ka zamana bit gaya khushiyo ka zamana bit gaya majbur mohabbat roti hai, roti hai khushiyo ka zamana bit gaya khushiyo ka zamana bit gaya