SONG: Khushiyo Ka Zamana - खुशियों का जमाना

Khushiyo Ka Zamana - खुशियों का जमाना

LYRICS:
khushiyo ka zamaana beet gaya khushiyo ka zamaana beet gaya majboor mohabbat roti hai roti hai naashaad hai tu naashaad hu main naashaad hai tu naashaad hu main qismat dono ki soti hai soti hai khushiyo ka zamaana beet gaya khushiyo ka zamaana beet gaya barbaad udhar tera dil hai barbaad udhar tera dil hai roti hai idhar meri aankhe meri aankhe wo kaun si duniya hai jisme wo kaun si duniya hai jisme aabaad mohabbat hoti hai hoti hai khushiyo ka zamaana beet gaya khushiyo ka zamaana beet gaya majboor mohabbat roti hai roti hai khushiyo ka zamaana beet gaya khushiyo ka zamaana beet gaya tu gam ki kahani kehta jaa tu gam ki kahani kehta jaa jo dard mila hai sehta jaa sehta jaa o dard ke maare dekhe jaa o dard ke maare dekhe jaa taqdeer kaha tak soti hai soti hai khushiyo ka zamaana beet gaya khushiyo ka zamaana beet gaya majboor mohabbat roti hai roti hai khushiyon ka zamaana beet gaya khushiyon ka zamaana beet gaya