SONG: Khushi Ke Rang Me Khilti Hui Bahaar Rahe - खुशी के रंग में खिलती हुई बहार रहे

Khushi Ke Rang Me Khilti Hui Bahaar Rahe - खुशी के रंग में खिलती हुई बहार रहे

LYRICS:
khushi ke rang me khilti hui bahar rahe khushi ke rang me khilti hui bahar rahe meri ye dua hai salamat tera singar rahe khushi ke rang me kabhi judai na aaye tumhari raho me kabhi judai na aaye tumhari raho me rahe suhag ka kajal hamesha nigaho me tumhare ho sake o ishk pe nikhar rahe meri hi dua hai salamat tera singar rahe khushi ke rang me kabhi na hath chute mehandi wale hatho se kabhi na hath chute mehandi wale hatho se nibhe ye pyar ka kissa badi murado se ke dil se dil ko hamesha hi etbar rahe meri hi dua hai salamat tera singar rahe khushi ke rang me