SONG: Khushi Ka Zamana Gaya - ख़ुशी का ज़माना गया

Khushi Ka Zamana Gaya - ख़ुशी का ज़माना गया

LYRICS:
khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai pyar uska nam tha judai iska nam hai khushi ka zamana gaya tera bhi kasur nahi, o mera bhi kasur nahi o mera bhi kasur nahi tera bhi kasur nahi, o mera bhi kasur nahi o mera bhi kasur nahi jisne hame juda kiya kismat uska nam hai khusi ka zamana gaya rone se ab kam hai pyar uska nam tha judai iska nam hai khushi ka zamana gaya itni hai kahani meri, o lut gayi jawani meri o lut gayi jawani meri itni hai kahani meri, o lut gayi jawani meri o lut gayi jawani meri ek hai nishani teri yad uska nam hai khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai pyar uska nam tha judai iska nam hai khushi ka zamana gaya pas tere aau mai, kadmo par gir jau mai kadmo par gir jau mai pas tere aasu mai, kadmo par gir jau mai kadmo par gir jau mai ek hai majburi meri farz uska naam hai khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai pyar uska nam tha judai iska nam hai khushi ka zamana gaya