SONG: Khushi Dil Se Hansi Hotho Se Rukhsat Hoti Jati Hai - ख़ुशी दिल से हँसी होंठो से रुखसत होती जाती है

Khushi Dil Se Hansi Hotho Se Rukhsat Hoti Jati Hai - ख़ुशी दिल से हँसी होंठो से रुखसत होती जाती है

LYRICS:
khushi dil se hansi hotho se rukhsat hoti jati hai ho rukhsat hoti jati hai na jane in dino kya meri halat hoti jati hai bahut hi khubsurat hai teri duniya mere malik bahut hi khubsurat hai teri duniya mere malik magar mujhko teri duniya se nafrat hoti jati hai khushi dil se hansi hotho se rukhsat hoti jati hai ho rukhsat hoti jati hai na jane kaun si manjil pe ja pahuncha hai dil mera na jane kaun si manjil pe ja pahuncha hai dil mera ke har hasrat gale mil mil ke rukhsat hoti jati hai khushi dil se hansi hotho se rukhsat hoti jati hai ho rukhsat hoti jati hai